Type Here to Get Search Results !

Dil Jhoom Lyrics (Chal Tere Ishq Mein) – Gadar 2 | Arijit Singh

"Read the complete lyrics of 'Dil Jhoom' (Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain) from Gadar 2. Sung by Arijit Singh & Mithoon. Available in Hindi and English with full translation."


"Dil Jhoom Lyrics (Chal Tere Ishq Mein) – Gadar 2 | Arijit Singh


Chal Tere Ishq Mein Lyrics

जो भी फ़ैसला है तेरा वो मुझको बता देजो नसीब में है लिखा उस शख़्स से मिला देमिला दे, मिला दे, मिला दे
मैं दुआ के बाद जब भी आँखों को खोलूँमेरे हमनवा का मुझे चेहरा दिखा देचेहरा दिखा दे
ता-ना-ना-देरे-नूम-नूम-ता-ना-ना-रेता-ना-ना-देरे-नूम-नूम-ता-ना-ना-रेता-ना-ना-देरे-नूम-नूम-ता-ना-ना-रेता-ना-ना-देरे-नूम-नूम-ता-ना-ना-रे
फिर से एक बार उजड़ जाते हैंफिर से एक बार उजड़ जाते हैंचल, तेरे इश्क़ में पड़ जाते हैंचल, तेरे इश्क़ में पड़ जाते हैं
फिर से एक बार बिखर जाते हैंफिर से एक बार बिखर जाते हैंचल, तेरे इश्क़ में पड़ जाते हैंहाँ, चल, तेरे इश्क़ में पड़ जाते हैं
ता-ना-ना-देरे-नूम-नूम-ता-ना-ना-रेता-ना-ना-देरे-नूम-नूम-ता-ना-ना-रेता-ना-ना-देरे-नूम-नूम-ता-ना-ना-रेता-ना-ना-देरे-नूम-नूम-ता-ना-ना-रे
मेरे दिल ने दिया जो तुझे मर्तबाजानूँ मैं या तो फिर जाने मेरा ख़ुदामेरे दिल ने दिया जो तुझे मर्तबाजानूँ मैं या तो फिर जाने मेरा ख़ुदा
तेरी ओर, सनम, अब ये मेरे क़दमबढ़ना चाहते हैं
चल, तेरे इश्क़ में पड़ जाते हैंहो, चल, तेरे इश्क़ में पड़ जाते हैं
रब की मर्ज़ी से तुझे दिल दे दिया मैंने हैअब तो हर दिन ख़ातिर तेरी लगे जीने हैंरब की मर्ज़ी से तुझे दिल दे दिया मैंने हैअब तो हर दिन ख़ातिर तेरी लगे जीने हैं
हम उनमें से नहीं, जो राहों में कहींहम उनमें से नहीं, जो राहों में कहींबिछड़ जाते हैं
चल, तेरे इश्क़ में पड़ जाते हैंओ, चल, तेरे इश्क़ में पड़ जाते हैंचल, तेरे इश्क़ में पड़ जाते हैंचल, तेरे इश्क़ में पड़ जाते हैं
चल, तेरे इश्क़ में पड़ जाते हैंचल, तेरे इश्क़ में पड़ जाते हैं


Jo bhi faisla hai tera

Woh mujhko bata de

Jo naseeb mein hai likha

Uss shakhs se mila de

Mila de mila de mila de


Main dua ke baad jab bhi

Aankhon ko kholun

Mere humnava ka mujhe

Chehra dikha de

Chehra dikha de


Ta na na de re

Noo noo ta na na re

Ta na na de re

Noo noo ta na na re


Ta na na de re

Noo noo ta na na re

Ta na na de re

Noo noo ta na na re


Phir se ek baar

Ujad jaate hain

Phir se ek baar

Ujad jaate hain


Chal tere ishq mein

Pad jaate hain

Chal tere ishq mein

Pad jaate hain


Phir se ek baar

Bikhar jaate hain

Phir se ek baar

Bikhar jaate hain


Chal tere ishq mein

Pad jaate hain

Haan chal tere ishq mein

Pad jaate hain


Ta na na de re

Noo noo ta na na re

Ta na na de re

Noo noo ta na na re


Ta na na de re

Noo noo ta na na re

Ta na na de re

Noo noo ta na na re


Mere dil ne diya

Jo tujhe martaba

Jaanu main ya toh phir

Jaane mera khuda


Mere dil ne diya

Jo tujhe martaba

Jaanu main ya toh phir

Jaane mera khuda


Teri oar sanam

Ab yeh mere kadam

Badhna chahte hain


Chal tere ishq mein

Pad jaate hain

Ho chal tere ishq mein

Pad jaate hain


Rabb ki marzi se

Tujhe dil de diya maine hai

Ab toh har din khaatir teri

Lage jeene hain


Rabb ki marzi se

Tujhe dil de diya maine hai

Ab toh har din khaatir teri

Lage jeene hain


Hum unmein se nahi

Jo raahon mein kahin

Hum unmein se nahi

Jo raahon mein kahin

Bichhad jaate hain


Chal tere ishq mein

Pad jaate hain

Ho chal tere ishq mein

Pad jaate hain


Ho ho... chal tere ishq mein

Pad jaate hain

Chal tere ishq mein

Pad jaate hain


Chal tere ishq mein

Pad jaate hain

Chal tere ishq mein

Pad jaate hain


Tags:

Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain Lyrics, Dil Jhoom Lyrics, Gadar 2 Song Lyrics, Arijit Singh Dil Jhoom, Chal Tere Ishq Mein Lyrics Hindi, Dil Jhoom English Translation, Mithoon Gadar 2 Songs, Main Aur Tum Phir Se Hum Lyrics, Latest Bollywood Songs 2025, Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain Lyrics, Main Aur Tum Phir Se Hum Lyrics, Arijit Singh New Song, Gadar 2 Romantic Song, Mithoon Songs.. 

Tags

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Below Post Ad