Type Here to Get Search Results !

Ghar Kab Aaoge Border 2 lyrics ( Hindi & English ) || Border 2

Ghar Kab Aaoge Lyrics – Border 2. Explore the words of the iconic song 'Sandese Aate Hai' penned by Javed Akhtar. Available in Hindi text and English translation for all fans of the Border franchise.

Ghar Kab Aaoge Border 2 lyrics ( Hindi & English ) || Border 2

Ghar Kab Aaoge lyrics in Hindi 

संदेसे आते हैं, हमें तड़पाते हैं

जो चिट्ठी आती है, वो पूछे जाती है

कि घर कब आओगे, कि घर कब आओगे

लिखो कब आओगे

कि तुम बिन ये घर सूना, सूना है


संदेशे आते हैं, हमें तड़पाते हैं

जो चिट्ठी आती है, वो पूछे जाती है

कि घर कब आओगे? कि घर कब आओगे?

लिखो कब आओगे?

कि तुम बिन ये दिल सूना, सूना है


ये दिल जो बरसों से था खाली-खाली सा

किसी के आने से सजा दिवाली सा

जगे हैं दरवाज़े किसी की आहट से

सवेरा होता किसी की करवट से


मैं सोचता करता हूँ यही तन्हाई में

के चँदा उतरेगा मेरी अँगनाई में

नसीबों वाली ने, कान की बाली ने, चौथ की थाली ने

और पूछा है मेहँदी की लाली ने


कि घर कब आओगे?

कि घर कब आओगे?

लिखो कब आओगे?

कि तुम बिन ये दिल सूना, सूना है


संदेसे आते हैं, हमें तड़पाते हैं

जो चिट्ठी आती है, वो पूछे जाती है

कि घर कब आओगे, कि घर कब आओगे

लिखो कब आओगे

कि तुम बिन ये घर सूना, सूना है



ये पूछो आँखों के झलकते पानी से

बिछड़ते हैं कोई कहाँ आसानी से

मैं पीछे छोड़ आया, दुआएँ करती माँ

कि उससे भी प्यारी, मुझे ये धरती माँ



किसी ने धीरे से कहा था लौट आना

मैं रास्ता देखूँगी मुझे ना तड़पाना

जागती रातों ने, अनकही बातों ने, अधूरे वादों ने

और पूछा है उसकी यादों ने


कि घर कब आओगे?

कि घर कब आओगे?

लिखो कब आओगे?

कि तुम बिन ये दिल सूना, सूना है


बड़ी याद आती है, किसी की रातों में

कलाई रेशम सी, अभी है हाथों में

शायरी जैसी वो, लबों पे रहती है

मोहब्बत जैसी वो, रगों में बहती है


जो गुड़ियों से खेले, वो गुड़ियाँ याद आएँ

कि बातों-बातों में उसी की बात आए

मेरे दिलदारों ने, गली-बाज़ारों ने, कि चिट्ठी-तारों ने

और पूछा है मेरे यारों ने


कि घर कब आओगे?

कि घर कब आओगे?

लिखो कब आओगे?

कि तुम बिन ये दिल सूना, सूना है



ऐ गुज़रने वाली हवा बता

मेरा इतना काम करेगी क्या?

मुझे छोड़ के जो चला गया, उसे ढूँढ ला


कोई रह गुज़र या कोई गली

मुझे आज तक तो नहीं मिली

जो मिटा सके ये फ़ासला

जो मिटा सके ये फ़ासला



मेरी सारी जवानी ले गया

और आँख में पानी दे गया

जिसे दोहराऊँगा उम्र भर

वो ऐसी कहानी दे गया



ऐ गुज़रने वाली हवा तुझे

है क़सम ना रुला ऐसे मुझे

मैं कहाँ से लाऊँ वो दिल बता

जिससे हो क़ुबूल ये अलविदा



मैं वापस आऊँगा, मैं वापस आऊँगा

फिर अपने गाँव में, प्यार की छाओं में

तरसती आँखों से, किसी की बाहों से, के घर के राहों से

किया जो वादा था वो निभाऊँगा



मैं वापस आऊँगा, मैं वापस आऊँगा

मैं वापस आऊँगा, मैं वापस आऊँगा


Ghar Kab Aaoge Lyrics in English

Ho…

Sandese aate hain, humein tadpaate hain

Jo chitthi aati hai, woh poochhe jaati hai

Ki ghar kab aaoge, ki ghar kab aaoge

Likho kab aaoge

Ki tum bin yeh ghar soona, soona hai


Sandese aate hain, humein tadpaate hain

Jo chitthi aati hai, woh poochhe jaati hai

Ki ghar kab aaoge? ki ghar kab aaoge?

Likho kab aaoge?

Ki tum bin yeh dil soona, soona hai


Ho…


Yeh dil jo barson se tha khaali-khaali sa

Kisi ke aane se saja Diwali sa

Jage hain darwaaze kisi ki aahat se

Savera hota kisi ki karvat se


Main socha karta hoon yahi tanhaai mein

Ke chanda utrega meri angnaai mein

Naseebon wali ne

Kaan ki baali ne, chauth ki thaali ne

Aur poochha hai mehndi ki laali ne


Ki ghar kab aaoge?

Ki ghar kab aaoge?

Likho kab aaoge?

Ki tum bin yeh dil soona, soona hai


Sandese aate hain, humein tadpaate hain

Jo chitthi aati hai, woh poochhe jaati hai

Ki ghar kab aaoge, ki ghar kab aaoge

Likho kab aaoge

Ki tum bin yeh ghar soona, soona hai


Ho…


Yeh poochho aankhon ke jhalkte paani se

Bichhadte hain koi kahaan aasaani se

Main peeche chhod aaya, duaayein karti maa

Ki usse bhi pyaari, mujhe yeh dharti maa


Kisi ne dheere se kaha tha laut aana

Main raasta dekhungi, mujhe na tadpaana

Jaagti raaton ne

Ankahi baaton ne, adhoore vaadon ne

Aur poochha hai uski yaadon ne


Ki ghar kab aaoge?

Ki ghar kab aaoge?

Likho kab aaoge?

Ki tum bin yeh dil soona, soona hai


Badi yaad aati hai, kisi ki raaton mein

Kalai resham si, abhi hai haathon mein

Shayari jaisi woh, labon pe rehti hai

Mohabbat jaisi woh, ragon mein behti hai


Jo gudiyon se khele, woh gudiyaan yaad aayein

Ki baaton-baaton mein usi ki baat aaye

Mere dildaaron ne

Gali-bazaaron ne, ki chitthi-taaron ne

Aur poochha hai mere yaaron ne


Ki ghar kab aaoge?

Ki ghar kab aaoge?

Likho kab aaoge?

Ki tum bin yeh dil soona, soona hai


Ae guzarne wali hawa bata

Mera itna kaam karegi kya?

Mujhe chhod ke jo chala gaya, use dhoondh la


Koi reh-guzar ya koi gali

Mujhe aaj tak toh nahi mili

Jo mita sake yeh faasla

Jo mita sake yeh faasla


Meri saari jawaani le gaya

Aur aankh mein paani de gaya

Jise dohraunga umr bhar

Woh aisi kahaani de gaya


Ae guzarne wali hawa tujhe

Hai qasam na rula aise mujhe

Main kahaan se laaun woh dil bata

Jisse ho qubool yeh alvida


Main wapas aaunga, main wapas aaunga

Phir apne gaon mein, pyaar ki chhaon mein

Tarasti aankhon se

Kisi ki baahon se, ke ghar ke raahon se

Kiya jo vaada tha woh nibhaunga


Main wapas aaunga, main wapas aaunga

Main wapas aaunga, main wapas aaunga



Tags:


Ghar Kab Aaoge Border 2 Lyrics

Sandese Aate Hai Lyrics Border 2

Border 2 Movie Song Lyrics

Ghar Kab Aaoge Song Lyrics Hindi

Sonu Nigam Ghar Kab Aaoge Lyrics

New Border Movie Song

Ghar Kab Aaoge, Sandese Aate Hain, Sandese Aate Hai, Border 2 Song, Ke Ghar Kab Aaoge, Sunny Deol Border Song.

Tags

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Below Post Ad